《Agar Tum Mil Jao》是Shreya Ghoshal演唱的歌曲,收錄於專輯《Shreya Ghoshal》。
基本介紹
- 外文名:Agar Tum Mil Jao
- 所屬專輯:Shreya Ghoshal
- 歌曲原唱:Shreya Ghoshal
- 發行日期:2019年4月3日
歌曲歌詞
hm hm
aa ha ha ha
aa ha aa ha ha.
hm hm hm hm hm.
(khoyi khoyi yaadein
sooni sooni raatein
woh beeti baatein
sapnon ki baaraatein
jab bhi mujhko chhu jaati hai
nam hoti hai aankhen) (2)
das gayi mujhe yaadon ki woh purvaayi
phir rula gayi shaam ki yeh tanhaayi
mere paas aa ke kehte hai suhaane pal
roko aansuo ko laut aayenge woh pal
khoyi khoyi yaadein
sooni sooni raatein
woh beeti baatein
sapnon ki baaraatein
jab bhi mujhko chhu jaati hai
nam hoti hai aankhen
